rider-banner-icon
     
Mohsin16/08/2025very 👍
Javeria07/08/2025kamal Taste 2 baar mangwaya 2 din kamaal ka taste lajawab bs raita thora patla hogya tha
Javeria01/08/2025yaaaar Pulao itna koi tasty tha shami kabab b kamal tha daal chawal b bht achy thy bs chawal thoray naram kr dein daal chawal k thoray sakht thy chawal ... baki taste bht kamaaal ka tha maza aagya
Khan13/08/2025Roti poray khanay ma sab sa achi the.white qourma ma ager hari mirch aur adrak bhe hote to taste enhance ho jata .qourma was too oily... 80 Rs ma ayesa he shami as sakta tha jo app ke taraf sa aye.
Mrs12/08/2025taste was good pr palao itna spicy ni hota 🥴